Viewing 20 posts - 1 through 20 (of 58 total)
  • Author
    Posts
  • Believer12
    Participant
    Offline
    Thread Starter
    • Expert
    #1
    ڈرون حملے میں خالد خراسانی شدید زخمی، نامعلوم مقام منتقلامریکا نے پاک افغان سرحد کے قریب افغان علاقوں میں ڈرون حملے تیز کر دیے ہیں، 24 گھنٹے میں 3 ڈرون حملوں میں 31 افراد ہلاک اور متعدد زخمی ہو گئے،جن میں جماعت الاحرار کے سربراہ بھی شامل ہیں ۔اطلاعات کے مطابق افغان صوبے پکتیا میں منگل کو 2 ڈرون حملوں میں11 افراد مارے گئے، پیر کی شام کیے گئے ڈرون حملے میں20افراد ہلاک ہوئے تھے۔افغان علاقے پکتیا میں کیے گئے ڈرون حملے میں جماعت الاحرار کے سربراہ عمر خالد خراسانی کے بھی زخمی ہونے کی اطلاعات ہیں۔ذرائع کا کہنا ہے کہ عبدالولی عرف عمر خالد خراسانی کو شدید زخمی حالت میں نامعلوم مقام پر منتقل کر دیا گیا ہے۔
    Believer12
    Participant
    Offline
    Thread Starter
    • Expert
    #2
    یہ خنزیر ایک ایسا دھشت گرد ہے جسکی موت پر کسی ایک آنکھ سے بھی اشک نکلے تو حیرت ہوگیکسی کو بھول گیا ہو تو یاد کروا دوں، اول تو ایسے خبیث اور سفاک  دشمن کو کبھی بھی بھولنا نہیں چاہئے، اس بندے نے پاک فوج کے تئیس جوانوں کے سر کاٹ کر فٹبال کھیلی تھیدشمن مرے تے خوشی نہ کریئے سجنا وی مرجانااس شعر کو اس خبیث کی موت پر چسپاں نہیں کرنا چاہئےیہاں میں ان لوگوں کو جو ڈرون حملوں کے خلاف ہیں بتانا چاہتا ہوں کہ ڈرون حملے اگر اس طرح کے لعنتیوں پر کئے جائیں تو کسی کو اعتراض نہیں ہونا چاہئے سواے ملک دشمن دھشت گرد جماعت اسلامی کو
    حسن داور
    Participant
    Offline
    • Expert
    #3

    Tirchi topi wale Siraj ul haq ke nazdeek ye kanjar shaheed hoga… Khas kam jahan pak…..

    Shahrukh
    Participant
    Offline
    • Advanced
    #4

    Tirchi topi wale Siraj ul haq ke nazdeek ye kanjar shaheed hoga… Khas kam jahan pak…..

    Badtameez Shahks………Apni Zuban pe qaboo rakh

    حسن داور
    Participant
    Offline
    • Expert
    #5

    Badtameez Shahks………Apni Zuban pe qaboo rakh

    Are mohtaram janab izzat maab shahrukh / anjan / sajjad aur maybe Naeem Sahab… Kese hain app? Apke bhi nazdeek kia ye shaks shaheed hoga huzur e Wala… Kuch roshni dalye aur dilon ko garmaye

    Shahrukh
    Participant
    Offline
    • Advanced
    #6

    shaheed ho ya na ho yeh to khuda hi jaanta hai. lekin jo lafz tum ne oos ke liye istemaal kia hai….oos ka tumhein kaisay ilm hai. aisi hi tarbiaat ki gai hai tumhari?

    حسن داور
    Participant
    Offline
    • Expert
    #7
    shaheed ho ya na ho yeh to khuda hi jaanta hai. lekin jo lafz tum ne oos ke liye istemaal kia hai….oos ka tumhein kaisay ilm hai. aisi hi tarbiaat ki gai hai tumhari?

    Dekhen mohtram shahrukh Sahab… Is bat mai ap tarbit ko na hi layen tu behtar hai… Ye bat mai ne lighter note mai ki hai tu personal hone ki bilkul bhi nahi zarorat..Baqi aur sunaye kesa chal raha hai sab… Anjan aur sajjad or Naeem Sahab may be Jo apke dost hain kese hain

    Shahrukh
    Participant
    Offline
    • Advanced
    #8
    Dekhen mohtram shahrukh Sahab… Is bat mai ap tarbit ko na hi layen tu behtar hai… Ye bat mai ne lighter note mai ki hai tu personal hone ki bilkul bhi nahi zarorat.. Baqi aur sunaye kesa chal raha hai sab… Anjan aur sajjad or Naeem Sahab may be Jo apke dost hain kese hain

    kisi ko aik ghaleez gali dena agar lighter note mein gina jaata hai to Tarbiiat ko bhi lighter note mein liya jana chahye.  Kiya khiyal hai mohtarim?

    حسن داور
    Participant
    Offline
    • Expert
    #9
    kisi ko aik ghaleez gali dena agar lighter note mein gina jaata hai to Tarbiiat ko bhi lighter note mein liya jana chahye. Kiya khiyal hai mohtarim?

    Ap tu is jumle par mohtram izzat maab Aese uchal rahe hain jese mai ne ap se realted insan ko de di ho… Tarbit ko point out karne wali bat ko huzur e Wala lighter nahi li ja sakti ye mai nahi har aqalmand insan kahe ga …ap na kahin tu apki marzi mohtram janab shahrukh Sahab…Aur sunaye sab kher kheriyat….anjan aur sajjad ko pyar bhara salam…aur unhe khaye ga wapas ayen take hamara dil laga reh

    Shahrukh
    Participant
    Offline
    • Advanced
    #10
    Ap tu is jumle par mohtram izzat maab Aese uchal rahe hain jese mai ne ap se realted insan ko de di ho… Tarbit ko point out karne wali bat ko huzur e Wala lighter nahi li ja sakti ye mai nahi har aqalmand insan kahe ga …ap na kahin tu apki marzi mohtram janab shahrukh Sahab… Aur sunaye sab kher kheriyat….anjan aur sajjad ko pyar bhara salam…aur unhe khaye ga wapas ayen take hamara dil laga reh

    koi mera related hai ya nahi, is ki koi ahmiat nahi. tum ne aik insaan ko ghaleez gali di hai jo ke nihayat kiri hui aur ochhi harkat hai. Agar tum apnay alfaaz wapis nahi leta to tarbiaat wali baat poor poori lagoo hoti hai!!

    حسن داور
    Participant
    Offline
    • Expert
    #11

    Ehmiyat hai na sarkar muhtaram shahrukh Sahab… Apka uchlna bata raha hai ke apko iske bare mai bolna bura laga buhut… Kion aesa kion shahrukh / anjan / sajjad… Wese ap agar tarbit ki Karen ge aur personal hone ka buhut shoq ho raha hai tu apke alfaz se andaza ho raha hai ke apki tarbit koi nehayat hi behtareen hoi hai…  :bigsmile:   :bigsmile:   :bigsmile:Phir mera wohi sawal…aur sunaye sab kher kheriyat…

    Aamir Siddique
    Participant
    Offline
    • Expert
    #12
    Badtameez Shahks………Apni Zuban pe qaboo rakh

    اتنا غصہ ؟؟ میں سمجھنے سے قاصر ہوں اور کیا اس خبیث کے نام کے ساتھ رح لگائیں ؟؟

    Shahrukh
    Participant
    Offline
    • Advanced
    #13
    اتنا غصہ ؟؟ میں سمجھنے سے قاصر ہوں اور کیا اس خبیث کے نام کے ساتھ رح لگائیں ؟؟

    @AamirMujhay aik Moderator ki aisi post parh kar buhat afsos aur mayusi hui. Mein ne socha ke shayed Moderator ko yeh parh kar ghussa aye ga ke aik member ne kisi ke liye lfz “kanjar” istemaal kiya hai. Lekin wah ri qismat, Moderator ko iss baat pe taajub hai ke mein ne oos member ko nazeba lafz istemaal karnay per kioun daanta.Aap ko iss nazeba lafz ka mafhoom maloom hai? Koi kitna hi bura shakhs ho, oos ko kabhi aisa nahi ja sakta. Aap ko ehsaas hai ke kisi ke liye jab aisa lafz istemaal kartay hein to oos ki maan ko gali di jaati hai.Kehna to buhat kuchh chahta hoon magar ummeed hai ke jitna bhi likha hai kafi ho ga.Aur haan yeh mat bhooliye ke aap Moderator hein.

    Believer12
    Participant
    Offline
    Thread Starter
    • Expert
    #14
    Badtameez Shahks………Apni Zuban pe qaboo rakh
    Aamir Siddique Mujhay aik Moderator ki aisi post parh kar buhat afsos aur mayusi hui. Mein ne socha ke shayed Moderator ko yeh parh kar ghussa aye ga ke aik member ne kisi ke liye lfz “kanjar” istemaal kiya hai. Lekin wah ri qismat, Moderator ko iss baat pe taajub hai ke mein ne oos member ko nazeba lafz istemaal karnay per kioun daanta. Aap ko iss nazeba lafz ka mafhoom maloom hai? Koi kitna hi bura shakhs ho, oos ko kabhi aisa nahi ja sakta. Aap ko ehsaas hai ke kisi ke liye jab aisa lafz istemaal kartay hein to oos ki maan ko gali di jaati hai. Kehna to buhat kuchh chahta hoon magar ummeed hai ke jitna bhi likha hai kafi ho ga. Aur haan yeh mat bhooliye ke aap Moderator hein.

    مجھے تو آپ کی عقل شریف پر حیرت ہے کہ ایک بندے نے انسنایت سے گر کر وہ حرکت کی کہ ساری دنیا کو ہلا کر رکھ دیا، جب وہ فوجیوں کے خون آلود سروں سے فٹبال کھیل رہا تھا تو آپ کا ضمیر نہیں جاگا مگر صرف اس کو ایک برے لفظ سے یاد کرنے پر آپ کا ضمیر جاگ گیا بلکہ آپ سے چٹکیاں بھی لینے لگاایک مثال دوں گا، امام زین العابدین کربلا کے سانحے سے بچنے والے واحد مرد تھے جنہوں نے خانوادہ رسول :pbuh: کی شہادتیں اور پھر یزید پلید کی فوج کی طرف سے ان لاشوں کی بے حرمتی ہوتے دیکھی تھی، آپ کی محفل میں ہر وقت علم کے متلاشی لوگوں کا ہجوم جمع رہتا تھا ویسے بھی لوگوں کو کربلا کے بعد امام حسین کے اس بچ جانے والے بیٹے سے پیار تھا، ایکدن کچھ لوگ آپکی محفل میں آےاور پوچھنے لگے کہ مچھر کی ہلاکت پر کیا فتوی ہے یعنی مچھر کو اگر کوی ہلاک کردے تو اس کو گناہ ہوگا یا نہیں؟امام باقر نے فرمایا کہ کیا آپ کوفہ سے آے ہیں ، انہوں نے اثبات میں جواب دیا تو امام زین العابدیں نے حاضرین مجلس سے فرمایا کہ دیکھو ان لوگوں نے اہل بیت کو کربلا میں بھوکا پیاسا مار دیا  اور خیال تک نہیں کیا مگر آج مجھ سے مچھر کی ہلاکت پر فتوی مانگنے آے ہیںتو جناب شاہ رخ صاحب اوپر والی مثال کو اپنے آپ پر فٹ کرکے دیکھیں سب کچھ سمجھ آجاے گاجماعت اسلامی کا منافق امیر سراج باندری اس قابل نہیں کہ اسے عزت سے بلایا جاے

    barca
    Participant
    Offline
    • Expert
    #15
    لگتا اب تو بغیر تنخوا کے ہی کام کرنے کی حامی بھری ہے پاکستان نےاچھے اور برے کی تمیز ختم ہوگئی ہے مشترکہ دشمن قرار پایا ہےجب تک یہ خراسانی اور مولوی فضل الله زندہ ہیں پاکستان میں امن نا ممکن ہے
    Shahrukh
    Participant
    Offline
    • Advanced
    #16
    مجھے تو آپ کی عقل شریف پر حیرت ہے کہ ایک بندے نے انسنایت سے گر کر وہ حرکت کی کہ ساری دنیا کو ہلا کر رکھ دیا، جب وہ فوجیوں کے خون آلود سروں سے فٹبال کھیل رہا تھا تو آپ کا ضمیر نہیں جاگا مگر صرف اس کو ایک برے لفظ سے یاد کرنے پر آپ کا ضمیر جاگ گیا بلکہ آپ سے چٹکیاں بھی لینے لگا ایک مثال دوں گا، امام زین العابدین کربلا کے سانحے سے بچنے والے واحد مرد تھے جنہوں نے خانوادہ رسول :pbuh: کی شہادتیں اور پھر یزید پلید کی فوج کی طرف سے ان لاشوں کی بے حرمتی ہوتے دیکھی تھی، آپ کی محفل میں ہر وقت علم کے متلاشی لوگوں کا ہجوم جمع رہتا تھا ویسے بھی لوگوں کو کربلا کے بعد امام حسین کے اس بچ جانے والے بیٹے سے پیار تھا، ایکدن کچھ لوگ آپکی محفل میں آےاور پوچھنے لگے کہ مچھر کی ہلاکت پر کیا فتوی ہے یعنی مچھر کو اگر کوی ہلاک کردے تو اس کو گناہ ہوگا یا نہیں؟ امام باقر نے فرمایا کہ کیا آپ کوفہ سے آے ہیں ، انہوں نے اثبات میں جواب دیا تو امام زین العابدیں نے حاضرین مجلس سے فرمایا کہ دیکھو ان لوگوں نے اہل بیت کو کربلا میں بھوکا پیاسا مار دیا اور خیال تک نہیں کیا مگر آج مجھ سے مچھر کی ہلاکت پر فتوی مانگنے آے ہیں تو جناب شاہ رخ صاحب اوپر والی مثال کو اپنے آپ پر فٹ کرکے دیکھیں سب کچھ سمجھ آجاے گا جماعت اسلامی کا منافق امیر سراج باندری اس قابل نہیں کہ اسے عزت سے بلایا جاے

    Puranay zamanay is baton ka reference denay ka koifaida nahi. Puranay logon ka buhat umda kirdar hota tha. Kisi ki maan ke kirdar per ungli nahi uthatay thay. Aaj ke zamanay ki baat karo.       Yeh mana ke aik bad kardar shakhs ki baat ho rahi hai or oos ki jitni bhi muzammat ki jaye kam hai…………LEKIN oos ki maan ko gali kioun di jana drust hai……………Zara is ka bhi kuchh jawaaz pesh karo…………..Aik aham sawaal…….agar aap ko koi “Kanjar” keh ke bulaye to kaisa mehsoos karein ge….Aur aakhri swaal…………..Yeh Ahle-Bait kia hota hai?

    Aamir Siddique
    Participant
    Offline
    • Expert
    #17
    Aamir Siddique Mujhay aik Moderator ki aisi post parh kar buhat afsos aur mayusi hui. Mein ne socha ke shayed Moderator ko yeh parh kar ghussa aye ga ke aik member ne kisi ke liye lfz “kanjar” istemaal kiya hai. Lekin wah ri qismat, Moderator ko iss baat pe taajub hai ke mein ne oos member ko nazeba lafz istemaal karnay per kioun daanta. Aap ko iss nazeba lafz ka mafhoom maloom hai? Koi kitna hi bura shakhs ho, oos ko kabhi aisa nahi ja sakta. Aap ko ehsaas hai ke kisi ke liye jab aisa lafz istemaal kartay hein to oos ki maan ko gali di jaati hai. Kehna to buhat kuchh chahta hoon magar ummeed hai ke jitna bhi likha hai kafi ho ga. Aur haan yeh mat bhooliye ke aap Moderator hein.

    اچھا ؟ اب ووٹنگ کراؤں کہ ایک دہشت گرد کو سپورٹ کرنے پے باقی ممبرز کو کتنا افسوس ہوا ہے ؟؟ ایک ایسے دہشت گرد کو جو ہزاروں معصوموں کا قاتل ہے ، آپ کو افسوس اس لفظ پے ہے یا خراسانی کے خلاف استعمال کرنے پے اعتراض ہے ؟؟ خبیث کہہ لیں ٹھیک ہے ؟؟ وضاحت فرمائیں

    Shahrukh
    Participant
    Offline
    • Advanced
    #18

    “Aap ko ehsaas hai ke kisi ke liye jab aisa lafz istemaal kartay hein to oos ki maan ko gali di jaati hai.”Meriss tehrir ko bees martaba parhein shaied samajh a jaye ke mera aitraz kis baat per hai………….aap ka ji chahay to voting karayen ya kuchh aur karaien lekin sab se aham baat hai ke Moderator honay ke natay jo aap ki zimma darian hein unn ko waqt per nibhayen….Adaab

    Believer12
    Participant
    Offline
    Thread Starter
    • Expert
    #19
    Puranay zamanay is baton ka reference denay ka koifaida nahi. Puranay logon ka buhat umda kirdar hota tha. Kisi ki maan ke kirdar per ungli nahi uthatay thay. Aaj ke zamanay ki baat karo. Yeh mana ke aik bad kardar shakhs ki baat ho rahi hai or oos ki jitni bhi muzammat ki jaye kam hai…………LEKIN oos ki maan ko gali kioun di jana drust hai……………Zara is ka bhi kuchh jawaaz pesh karo…………..Aik aham sawaal…….agar aap ko koi “Kanjar” keh ke bulaye to kaisa mehsoos karein ge….Aur aakhri swaal…………..Yeh Ahle-Bait kia hota hai?

    ماں کو کسی نے گالی نہیں دی کنجر کا لفظ ماں کو گالی کیسے ہوگیا میری سمجھ سے باہر ہے، میرے خیال میں اس لفظ کی مزید ریسرچ کی جانی چاہئے جس کے لئے میں اس فورم کے پرانے ترین دانشور محترم عاطف بھای کو دعوت دوں گا کہ وہ آگے بڑھ کر اس لفظ کے سیاق و سباق کے متعلق روشنی ڈالیں@atif

    حسن داور
    Participant
    Offline
    • Expert
    #20
    ماں کو کسی نے گالی نہیں دی کنجر کا لفظ ماں کو گالی کیسے ہوگیا میری سمجھ سے باہر ہے، میرے خیال میں اس لفظ کی مزید ریسرچ کی جانی چاہئے جس کے لئے میں اس فورم کے پرانے ترین دانشور محترم عاطف بھای کو دعوت دوں گا کہ وہ آگے بڑھ کر اس لفظ کے سیاق و سباق کے متعلق روشنی ڈالیں Atif

    پیر و مرشد کی طبیعت کچھ ناساز ہے….. انشاللہ جلد ہی صحت یاب ہوکر اپنے فیض بکھیرے گیں

Viewing 20 posts - 1 through 20 (of 58 total)

You must be logged in to reply to this topic.

×
arrow_upward DanishGardi